Paisa paisa ... arey, money money
Lagta hain apna bhi time fine hain bhai
Note pe note chap rela hain
Khushiyon ki baraat hain, paison ki barsaat hain
Sache ho gaye saare sapne, khule naseeba yaar ke
Dene wala jab bhi deta, deta chappar phad ke (2)
kiti kiti kitna, kiti kiti kitna, dhik tana dhik tana tikna tikna (2)
Sab kehte hain hello hello, saath humare chalo chalo
Sabko mujhse kaam hain, duniya bhar mein naam hain
Bangla bhi hain, gaadi bhi hain, mehki mehki body bhi hain
Dene wala jab bhi deta, deta chappar phad ke (2)
kiti kiti kitna, kiti kiti kitna, dhik tana dhik tana tikna tikna (2)
Mitha hain jal jog ka, khana chappan bhog ka
Saki meena jaam hain, pista hain badaam hain
Sej saji hain phulon wali, aane wali hain nakhraale
Dene wala jab bhi deta, deta chappar phad ke (2)
kiti kiti kitna, kiti kiti kitna, dhik tana dhik tana tikna tikna (2)
I say hey hey hey, what you got to say
Paris wala suit hain, yeh london ka boot hain
Haan apna bhi style hain, haathon mein mobile hain
Mujhko pakde, mujhko choome, aage piche, pariyan ghoomein
Dene wala jab bhi deta, deta chappar phad ke (2)
kiti kiti kitna, kiti kiti kitna, dhik tana dhik tana tikna tikna (2)
Sitaron Ki Duniya
Celebrating Excellent 100 Years of Bollywood and Indian Cinema of Past, Present and Future!
Humba Leela - Hera Pheri
Raatein gayi, baatein gayi, jo bhi hua bhool ja
Ab tu naye pravesh mein duniya nayi phir basa
Suraj naya nikla agar, aasan ho uska safar
Kaatein teri waris jise, woh faaslein bo sakta hain
Aur tujhse kuch ho na ho, yeh tujhse ho sakta hain hain hain hain
Humba leela, humba leelo, humba leele
Tikma chikma chikma tikma chikma chile
Aaj hum hain, kal hum nahi, kal kuch bhi ho sakta hain
Pyar de, pyar le, yeh ek daulat, tu sabko de sakta hain

Sach keh raha hain bekhabar, kar le mera aitbaar
Yeh zindagi, neemat khuda ki milti hain bas ek baar
Yoon hi ise khona nahin, phir baad mein rona nahin
Saansein teri hain ek ladi, inko piro sakta hain

Bunglow mein hain, mahelon mein hain, par neend aati nahin
Daulat ka ek saagar mila, par pyaas jaati nahin
Bhukha hain jo, badnaam hain, santosh mein aaram hain
Gar chain ho, dil mein tere, dharti pe so sakta hain

Yeh aadmi, us aadmi, jaisa nahin hai to kya
Arey kuch karne ki taakat to hain, paisa nahin hain to kya
Jisne kaha, sach hi kaha, yeh waqt ek saa raha
Kismat kahein mehnat se tu, har daag dho sakta hain

(Humba leela, humba leelo, humba leele
Tikma chikma chikma tikma chikma chile)2

Subscribe to:
Posts (Atom)