Socha Nahin Tha - Kaante

Socha nahin tha takdeer yahan layegi
Manzil pe aate hi jaan chali jayegi
O yeh toh sikandar ne bhi nahi tha socha
Aane se pehle khushi laut jayegi
Hamne socha tha kya, aur kya se kya huwa
Jaa rahe hai aaj yeh zamane ko batake
Yeh kya ho gaya rama re, yeh kya ho gaya maula re - (2)
 
Tera kasoor tha ya mera kasoor tha
Tera ghuroor tha ya mera ghuroor tha
Rabba main itna bura nahi hota, tu agar bewafa nahi hota
Itna bata mujhe, kya mila tujhe
Gham ke yeh kaante meri rahon mein bichhake
Yeh kya ho gaya rama re, yeh kya ho gaya maula re - (2)

No comments:

Post a Comment